People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Tu Hi Tu Hi Tu Hai
Music: Sharang Dev
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramayana:-The-Epic/Tu-Hi-Tu-Hai/EgwxAEcJUWM
Video:
naino me sapno me, tu hi tu, tu hi tu hai
dhadkan ke sargam me, tu hi tu, tu hi tu hai

dekha tujhe palke jhuki
aahat hui teri meri sanse ruki
ha dekha tujhe palke jhuki
aahat hui teri meri sanse ruki
tu hi tu, tu hi tu hai
lahro me sangam me, tu hi tu, tu hi tu hai

teri chhuan mithi chuban
pagal hai ye man kah do na kah do
teri chhuan mithi chuban
pagal hai ye man kah do na kah do
tu hi tu, tu hi tu hai
bandhan me saharan me, tu hi tu, tu hi tu hai

sunder chhavi hriday basi
darpan hua rom rom dekhu bas tujhe
sunder chhavi hriday basi
darpan hua rom rom dekhu bas tujhe
tu hi tu, tu hi tu hai
kankan me har kshan me, tu hi tu, tu hi tu hai
kankan me har kshan me, tu hi tu, tu hi tu hai
tu hi tu , tu hi tu hai
tu hi tu , tu hi tu hai
Jaiya Ho
Music: Sharang Dev
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramayana:-The-Epic/Jaiya-Ho/Fg8zRx5IbUE
shri raam jai raam, shri raam jai jai ram
are ramachand ki jaiya ho jaiya ho, jaiya ho
are dam laga ke haiya ho haiya ho haiya ho
are ramachand ki jaiya ho jaiya ho jaiya ho
are dam laga ke haiya ho haiya ho haiya ho

nal or neel hamare silpi hai sukhen vigyani
hanuman ke aage bharte bade bade hai pani
nal or neel hamare silpi hai sukhen vigyani
hanuman ke aage bharte bade bade hai pani
are angad lade ladaiya ho haiya ho haiya ho
are chhutke ban gaye bhaiya ho bhaiya ho bhaiya ho

ho raja hai sugriv richhpati jamvant balshali
tark aur kesri ne bhi apni gada uthali
raja hai sugriv richhpati jamvant balshali
tark aur kesri ne bhi apni gada uthali
sab hai yudh kariya ho haiya ho haiya ho
are chhutke ban gaye bhaiya ho bhaiya ho

rama dal ki sans hai jab tak jeet hi apna nara
hamse lad kar kon bacha hai sagar tak hai hara
haiya ho haiya ho
rama dal ki sans hai jab tak jeet hi apna nara
hamse lad kar kon bacha hai sagar tak hai hara
apna ram rakhaiya ho haiya ho haiya ho
chutke pad ke bhaiya ho
are ramachand ki jaiya ho jaiya ho jaiya ho
are dam laga ke haiya ho haiya ho haiya ho
Humse Hai Khushiyan
Singer: Mika Singh
Music: Sharang Dev
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramayana:-The-Epic/Jungle-Ke-Raja/RxknVz1jc3U
hamse hai khushiya khushiya khushiya
hamse hai hasti hasti hasti
jangle ke raja ham hai yaha
masti hai sasti sasti sasti
ham jo chalte hai, chalta hai sara jahan
ham jo rukte hai, rukta hai aasmaan
dilo ki duniya bana de chalte chalte
satrangi sapne saja de chalte chalte
aaja re vanar bandhu, jungle tujhko pukare
aaja re vanar bandhu, ye pal tujhko pukare
jeele tu isko jeewan, jeewan apna saware
mil jaye apas me sab, sargam yahi sunave

apna man changa changa changa
dil bahti ganga ganga ganga
ye tab tak hai pyare
jab tak na le koi panga

hey dusman ki naliya, ham tode haste haste
apno ki ruh me ham jode haste haste
kiskindha apna jeewan se hamko pyara
iska har vaar sare jag se hai nyara
aaja re vanar bandhu, jungle tujhko pukare
aaja re vanar bandhu, ye pal tujhko pukare
jeele tu isko jeewan, jeewan apna saware
mil jaye apas me sab, sargam yahi sunave
Siya Ram Ram
Music: Sharang Dev
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramayana:-The-Epic/Sia-Ram-Ram/GCQbBxB1bmI
jinke man me sita ram, unke ghar me charo dham
jinke man me sita ram, unke ghar me charo dham
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram

siya ram ek siddh mantar, mahashakti ki dhara
janam maran se chut gaya wo jisne ram pukara
siya ram ek siddh mantar, mahashakti ki dhara
janam maran se chut gaya wo jisne ram pukara
banenge sare bigade kam jinke man me sita ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram

ram naam me rame hue hai suraj chanda taare
ram bhakat ko hi milte hai sukh dunia ke sare
ram naam me rame hue hai suraj chanda taare
ram bhakat ko hi milte hai sukh dunia ke sare
isme lagta nahi chhada, jinke man me sita ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram

ram krupa to jeev jantu bhi sahaj bhav se pate
nar vanar dono hi milkar ram katha hai gate
gao jai ho jai shri ram, jai ho shri ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram
bolo ram ram ram, siya ram ram ram